Zara thehro...chalay jana Mujhe kuch tumsay kehna hay Ziada waqt nai lon ga Zara si baat karni hay Na dukh apnay sunanay hain Na koi faryad karni hay Na yeh maloom karna hay K ab halaat kaisay hain Tumharay humsafar thay jo Tumharay sath kaisay hain Na yeh maloom karna hay Tere din raat kaisay hain Mujhey bas itna kehna hay Mujhey tum yaad atay ho
0 Comments