Mere naseeb ne jab mujh se intaqaam liya kahan kahan teri yaadon ne haath thaam liya fiza ki aankh bhar aai hawa ka rang uraa sukuut-e-shaam ne chupake sai tera naam liya wo main nahi tha ek harf bhi na keh paya wo bebasi thi ke jis ne tera salaam liya har ek Khushi ne tere Gam ki aabaru rakhali har ek Khushi se tere Gam ne inteqaam liya
0 Comments