Bicharte waqt in ankhon ka bhar jana zaruri tha Tumhare bin mera chup chaap Mar jana zaruri tha Main hans kar jhel leta Dil pe saare waar qismat K Muje bakhabar kar dete agar jana zaruri tha Meri aankhon me apne aks ko tum dekh Na paye So mera beniyazi se guzar jana zaruri tha Main jeewan K safar me hans K sab kuch seh gya lekin Jo tum bichre tu phir mera bikhar jana zaruri tha....
0 Comments