"Wafa karny se mat Ghabra, Sila jany Khuda jany Diye Rah Mein Jalata Ja, Hawa jany Khuda jany Khizaan k khof se maali to buzdil Ho nahi jata Chaman abaad rakh,Baad-e-Saba jany Khuda jany Mareez-e-Ishq Ko Dilbar Dawa ki kiya Zaroorat hay Marz jany Dava jany Shifa jany Khuda jany"
0 Comments